********************************
Mai tere lab par hu dareena shikayat ki tarah
Dil me rakha hai mujhe tune adawat ki tarah
मैं तेरे लब पर हू दरीना शिकायत की तरह
दिल मे रखा है मुझे तूने अदावत की तरह
Tere khatir to koi jaan bhi le sakta hu
Maine chaha hai tujhe gao ki izzat ki tarah
तेरे खातिर तो कोई जान भी ले सकता हू
मैने चाहा है तुझे गाओ की इज़्ज़त की तरह
Wo jo aati hai to fir laut ke jaati hi nahi
Tum lipat jaao kabhi aisi museebat ki tarah
वो जो आती है तो फिर लौट के जाती ही नही
तुम लिपट जाओ कभी ऐसी मुसीबत की तरह
Tum meri pahli mohabbat to nahi ho lekin
Maine chaha hai tumhe pahli muhabbat ki tarah
तुम मेरी पहली मोहब्बत तो नही हो लेकिन
मैने चाहा है तुम्हे पहली मुहब्बत की तरह
********************************
Dil-e-aashiq kisi ki maana nahi
मान लो तुम भी, आज़माना नही
दिल-ए-आशिक़ किसी कि माना नही
Ek khane me aap rahte ho
Dusra dil me koi khana nahi
एक खाने मे आप रहते हो
दूसरा दिल मे कोई खाना नही
Ju ju ham jante gaye hamne
Yahi jaana ke kuch bhi jana nahi
जू जू हम जानते गये हमने
यही जाना के कुछ भी जाना नही
Saqia josh mat dila hamko
Main na di to sharab khana nahi
सक़िया जोश मत दिला हमको
मैं ना दी तो शराब खाना नही
Us gali ki hai har khabar ham ko
Ye alag baat ana jaana nahi
उस गली की है हर खबर हम को
ये अलग बात आना जाना नही
Faisla aj ho ke rahega Wasi
Ya to diwaar nahi ya to diwaana nahi
फ़ैसला आज हो के रहेगा वसी
या तो दीवार नही या तो दीवाना नही
********************************
Usne muhabbat ki kasam di hai
aur pyar ka wasta bhi likha hai
उसने मुहब्बत की कसम दी है
और प्यार का वास्ता भी लिखा है
usne na ane ko kaha hai aur
saaf saaf lafzon main rasta bhi likha hai
उसने ना आने को कहा है और
साफ साफ लफ़्ज़ों में रास्ता भी लिखा है
********************************
Tum mere paas ho, phoolo me khushbu ki tarha
दिल मे यादो की तरहा, आँखों मे आँसू की तरहा,
तुम मेरे पास हो, फूलो मे खुश्बू की तरहा
Below written couplet(sher) is updated on March 2020
Ja aur koi zabt ki duniya talash kar
Ae ishq hum to ab tere qabil nahi rahe
जा और कोई ज़ब्त की दुनिया तलाश कर
आए इश्क़ हम तो अब तेरे क़ाबिल नही रहे
So this is all about 2 line romantic Shayari in Hindi. We hope you enjoyed this Shayari. If you have any kind of query or suggestions please write to us in the comment box.
Sad Urdu Shayari in Hindi – Best of Urdu Shayari In Hindi (2018)
Dard bhari Shayari in Hindi 140 – दर्द भारी शायरी इन हिन्दी 140
Sher O Shayari on Zindagi – latest Sher-O-Shayari collection
Republic Day in India is celebrated on the 26th of January every year. It is the day that marked the… Read More
Education Shayari is written to teach you all the importance of Education. Education Shayari, Ghazal, and Nazm will… Read More
Army Shayari In Hindi is compiled to give you an insight into the life of army… Read More
Diwali Shayari is a collection of beautiful and colorful shayaris, ghazals, and nazms. Diwali is also known… Read More
Happy Valentine's Day is celebrated on the 14th of February every year. It is also known… Read More
Safar Shayari is often related to journeys both within and outside. Journeys are oftentimes romantic because… Read More
This website uses cookies.
Read More
View Comments