Gulzar Shayari in Hindi and Gulzar Shayari is in trend and it is liked by youth and young generation. Gulzar Sahab is one of the best Urdu poets.
He is popular in India and even in World and there is one more reason for his popularity that he is associated with the Indian film Industry and he is famous for his pen name Gulzar or Gulzar Sahab and his original name is Sampooran Singh Kalra.
Sampooran Singh Kalra (born 18 August 1934), known popularly by his pen name(Takhallus) Gulzar. He is an Oscar-winning Indian poet, director, and lyricist. He started his career with music director S.D. Burman was a lyricist in the 1963 film Bandini and worked with many music directors including R. D. Burman and A. R. Rahman.
He was awarded Padma Bhushan in 2004, the third-highest civilian award in India, the Sahitya Akademi Award and the Dadasaheb Phalke Award — the highest award in Indian cinema.
Gulzar also wrote poetry, script and he directed the TV series Mirza Ghalib in the 1980s. He has won several Indian National Film Awards, Filmfare Awards, one Academy Award, and one Grammy Award.
This is a brief introduction to Gulzar Sahab. After that, I would like to come on the main thing by which he is so popular, it has different names such as Gulzar Shayari in Hindi, Gulzar Shayari, Gulzar Shayari on life, Gulzar best Shayari and Gulzar Shayari on love. So Start with his few Famous sher.
Aaina dekh kar tasalli hui
Hum ko is ghar me jaanta hai koi
आईना देख कर तसल्ली हुई
हम को इस घर मे जानता है कोई
Aankhon se aansuon ke marasim purane hain
Mehman ye ghar mein aae to chubhta nahi dhuan
Chingari ek atak si gai mere sine me
ThoDa sa aa ke phunk do udta nahin dhuan
आँखों से आँसुओं के मरासिम पुराने हैं
मेहमान ये घर में आए तो चुभता नही धुआँ
चिंगारी एक अटक सी गई मेरे सिने मे
थोड़ा सा आ के फूँक दो उड़ता नहीं धुआँ
Sham se aankh mein nami si hai
Aaj phir aap ki kami si hai
Waqt rahta nahin kahin Tik kar
Aadat is ki bhi aadmi si hai
शाम से आँख में नमि सी है
आज फिर आप की कमी सी है
वक़्त रहता नहीं कहीं टिक कर
आदत इस की भी आदमी सी है
Zindagi yun hui basar tanha
Qafila sath aur safar tanha
Raat bhar baaten karte hain tare
raat kate koi kidhar tanha
ज़िंदगी यूँ हुई बसर तन्हा
क़ाफ़िला साथ और सफ़र तन्हा
रात भर बातें करते हैं तारे
रात काटे कोई किधर तन्हा
Aap ke baad har ghadi hum ne
Aap ke sath hi guzari hai
Raat ko de do chandni ki rida
Din ki chadar abhi utari hai
आप के बाद हर घड़ी हम ने
आप के साथ ही गुज़ारी है
रात को दे दो चाँदनी की रीदा
दिन की चादर अभी उतारी है
Hath chhuten bhi to rishte nahin chhoda karte
Waqt ki shaakh se lamhe nahi toda karte
हाथ छूटे भी तो रिश्ते नहीं छोड़ा करते
वक़्त की शाख से लम्हे नहीं तोड़ा करते
Hum ne aksar tumhaari rahon mein
Ruk kar apna hi intizar kiya
हम ने अक्सर तुम्हारी राहों में
रुक कर अपना ही इंतिज़ार किया
Jis ki aankhon mein kati thi sadiyan
Us ne sadiyon ki judai di hai
जिस की आँखों में काटी थी सदियाँ
उस ने सदियों की जुदाई दी है
Zindagi par bhi koi zor nahin
Dil ne har chiz parai di hai
ज़िंदगी पर भी कोई ज़ोर नहीं
दिल ने हर चीज़ पराई दी है
Takleef Khud ki kam ho gayi
Jab apno se umeed kam ho gayi
तकलीफ़ ख़ुद की कम हो गयी,
जब अपनों से उम्मीद कम हो गईं
Ghar me apno se utna hi rutho
Ki aapki baat aur Dusro ki izzat
Dono barkrar rah sake
घर में अपनों से उतना ही रूठो
कि आपकी बात और दूसरों की इज्जत,
दोनों बरक़रार रह सके
Kaun kahta hai ki hum jhut nahi bolte
Ek baar Khairiyat Puch Ke to Dekhiye
कौन कहता हैं कि हम झूठ नहीं बोलते
एक बार खैरियत तो पूछ के देखियें
KUch bate tab tak samajh me nahi aati
कुछ बातें तब तक समझ में नहीं आती
जब तक ख़ुद पर ना गुजरे
Shayar Banna bahot aasan hai
Bas ek adhuri mohabbat ki muqammal degree chahiye
शायर बनना बहुत आसान हैं
बस एक अधूरी मोहब्बत की मुकम्मल डिग्री चाहिए
Wo cheez jise dil kahte hai
Ham bhul gaye hai rakh ke kahi
वो चीज़ जिसे दिल कहते हैं,
हम भूल गए हैं रख के कहीं
Tere jane se to kuch badalta nahi
Raat bhi aayi aur chaand bhi tha, Magar neend nahi
तेरे जाने से तो कुछ बदला नहीं,
रात भी आयी और चाँद भी था, मगर नींद नहीं
Kabhi to Chaonk ke dekho hamari taraf
Kisi ki aankho me humko bhi wo intezaar dikhe
कभी तो चौक के देखे वो हमारी तरफ़,
किसी की आँखों में हमको भी वो इंतजार दिखे
Kaise kare khud ko tere pyar ke kabil
Jab ham badalte hai to tum shart badal dete ho
कैसे करें हम ख़ुद को तेरे प्यार के काबिल,
जब हम बदलते हैं, तो तुम शर्ते बदल देते हो
Kisi par mar jane se hoti hai mohabbat
Ishq zinda logo ke bas ka nahi
किसी पर मर जाने से होती हैं मोहब्बत,
इश्क जिंदा लोगों के बस का नहीं
Tanhai ki diwaro par Ghutan ka parda jhul raha Hai
Bebasi ki chat ke niche koi kisi ko bhul raha Hai
तन्हाई की दीवारों पर घुटन का पर्दा झूल रहा हैं,
बेबसी की छत के नीचे, कोई किसी को भूल रहा हैं
Shor ki to umr hoti hai
Khamoshi to sadabahaar hoto hai
शोर की तो उम्र होती हैं
ख़ामोशी तो सदाबहार होती हैं
Waqt rahta nahi kahi bhi tik kar
Aadat iski bhi insaan jaisi hai
वक्त रहता नहीं कही भी टिक कर,
आदत इसकी भी इंसान जैसी हैं
Dil agar hai to dard bhi hoga
Iska shayad koi hal nahi hai
दिल अगर हैं तो दर्द भी होंगा,
इसका शायद कोई हल नहीं हैं
Ek baar to yu hoga, Thoda sa Sukoon hoga
Na dil me kasak hogi Na sar me junun hoga
एक बार तो यूँ होगा, थोड़ा सा सुकून होगा
ना दिल में कसक होगी, ना सर में जूनून होगा
कल का हर वाक़िआ तुम्हारा था
आज की दास्ताँ हमारी है
Kal Ka Har Vaaqia Tumhara Tha
Aaj Ki Dastaa Hamari Hai
काई सी जम गई है आँखों पर
सारा मंज़र हरा सा रहता है
Kaee Si Jam Gai Hai Aankho Par
Sara Manzar Hara Sa Rahta Hai
उठाए फिरते थे एहसान जिस्म का जाँ पर
चले जहाँ से तो ये पैरहन उतार चले
Uthae Phirte The Ehasan Jism Ka Jaan Par
Chale Jaha Se To Ye Pairhan Utaar Chale
सहर न आई कई बार नींद से जागे
थी रात रात की ये ज़िंदगी गुज़ार चले
Sahar Na Aae Kai Baar Neend Se Jaage
Thi Raat Raat Ki Ye Zindagi Guzar Chale
कोई न कोई रहबर रस्ता काट गया
जब भी अपनी रह चलने की कोशिश की
Koi Na Koi Rahbar Raasta Kaat Gaya
Jab Bhee Apni Rah Chalne Ki Koshish Ki
कितनी लम्बी ख़ामोशी से गुज़रा हूँ
उन से कितना कुछ कहने की कोशिश की
Kitne Lambi Khamoshi Se Guzra Hu
Un Se Kitna Kuch Kahne Ki Koshish Ki
If you are a music lover, you hear several love songs written by Gulzar but reading Gulzar Shayari in Hindi, and Gulzar Shayari is a different feel. Hereby I write some of the Gulzar best Shayari for you. He writes several ghazals but some of his ghazals are very famous, So below I write a few famous Ghazal of Gulzar Sahab.
Din kuchh aise guzarta hai koi
Jaise ehsan utarta hai koi
Dil mein kuch yun sambhalta hun gham
Jaise zewar sambhaalta hai koi
Aaina dekh kar tasalli hui
Hum ko is ghar mein jaanta hai koi
Ped par pak gaya hai phal shayad
Phir se patthar uchhalta hai koi
Der se gunjte hai sannae
Jaise hum ko pukarta hai koi
दिन कुछ ऐसे गुज़ारता है कोई
जैसे एहसान उतरता है कोई
दिल में कूछ यूँ संभलता हूँ घम
जैसे ज़ेवर संभालता है कोई
आईना देख कर तसल्ली हुई
हम को इस घर में जानता है कोई
पेड़ पर पॅक गया है फल शायद
फिर से पत्थर उछालता है कोई
देर से गूंजते है सन्नाटे
जैसे हम को पुकारता है कोई
Dard halka hai sans bhaari hai
Jiye jaane ki rasm jari hai
Aap ke baad har ghaDi hum ne
Aap ke sath hi guzari hai
Raat ko chandni to odha do
Din ki chadar abhi utari hai
Shaakh par koi qahqaha to khile
Kaisi chup si chaman pe tari hai
Kal ka har waqia tumhaara tha
Aaj ki dastan hamari hai
दर्द हल्का है साँस भारी है
जिए जाने की रस्म जारी है
आप के ब’अद हर घड़ी हम ने
आप के साथ ही गुज़ारी है
रात को चाँदनी तो ओढ़ा दो
दिन की चादर अभी उतारी है
शाख़ पर कोई क़हक़हा तो खिले
कैसी चुप सी चमन पे तारी है
कल का हर वाक़िआ तुम्हारा था
आज की दास्ताँ हमारी है
zikr hota hai jahan bhi mere afsane ka
ek darwaza sa khulta hai kutub-khane ka
ek sannata dabe-panw gaya ho jaise
dil se ek khauf sa guzra hai bichhad jaane ka
bulbula phir se chala pani mein ghote khane
na samajhne ka use waqt na samjhane ka
main ne alfaz to bijon ki tarah chhant diye
aisa mitha tera andaz tha farmane ka
kis ko roke koi raste mein kahan baat kare
na to aane ki khabar hai na pata jaane ka
ज़िक्र होता है जहाँ भी मिरे अफ़्साने का
एक दरवाज़ा सा खुलता है कुतुब-ख़ाने का
एक सन्नाटा दबे-पाँव गया हो जैसे
दिल से इक ख़ौफ़ सा गुज़रा है बिछड़ जाने का
बुलबुला फिर से चला पानी में ग़ोते खाने
न समझने का उसे वक़्त न समझाने का
मैं ने अल्फ़ाज़ तो बीजों की तरह छाँट दिए
ऐसा मीठा तिरा अंदाज़ था फ़रमाने का
किस को रोके कोई रस्ते में कहाँ बात करे
न तो आने की ख़बर है न पता जाने का
hath chhuten bhi to rishte nahin chhoda karte
waqt ki shaKH se lamhe nahin toda karte
jis ki aawaz mein silwat ho nigahon mein shikan
aisi taswir ke tukde nahin joda karte
lag ke sahil se jo bahta hai use bahne do
aise dariya ka kabhi rukh nahin moda karte
jagne par bhi nahin aankh se girtin kirchen
is tarah khwabon se aankhen nahin phoda karte
shahd jine ka mila karta hai thoda thoda
jaane walon ke liye dil nahin thoda karte
ja ke kohsar se sar maro ki aawaz to ho
khasta diwaron se matha nahin phoda karte
हाथ छूटें भी तो रिश्ते नहीं छोड़ा करते
वक़्त की शाख़ से लम्हे नहीं तोड़ा करते
जिस की आवाज़ में सिलवट हो निगाहों में शिकन
ऐसी तस्वीर के टुकड़े नहीं जोड़ा करते
लग के साहिल से जो बहता है उसे बहने दो
ऐसे दरिया का कभी रुख़ नहीं मोड़ा करते
जागने पर भी नहीं आँख से गिरतीं किर्चें
इस तरह ख़्वाबों से आँखें नहीं फोड़ा करते
शहद जीने का मिला करता है थोड़ा थोड़ा
जाने वालों के लिए दिल नहीं थोड़ा करते
जा के कोहसार से सर मारो कि आवाज़ तो हो
ख़स्ता दीवारों से माथा नहीं फोड़ा करते
After Reading the above-written Sher and ghazal you know well about Gulzar Shayari and which kind of Poet he is. I would like to take you deep into the ocean of Urdu Poetry by defining Sher, Ghazal, and Nazm.
Ghazal is an arrangement of two liner couplets, which entirely should end with a similar rhyme and ought to be inside one of the predefined meters of Ghazals. There must be least of five couplets to frame a Ghazal. It is critical to consider the point well as the topic of a Ghazal before beginning to compose it. The primary line of a Ghazal must incorporate a Refrain, which is a word or an expression that can be effortlessly fitted into alternate couplets. Every couplet of a Ghazal is known as Sher.
Nazm is a significant genre of Urdu poetry. Nazm is significantly written by controlling one’s thoughts and feelings, which are constructively discussed as well as developed and finally, concluded, according to the poetic laws.
From Nazeer Akarabadi, Iqbal, Josh Malihabadi, Akhtarul Iman to down the line N. M Rashid, Faiz, and Kaifi Azmi. They have anchored typical life, philosophical thinking, national issues, and the questionable predicament of individual human beings.
Gulzar Sahab has written many Namz, So here a few Famous Nazm of Gulzar Shayari.
Aadmi bulbula hai pani ka
Aur pani ki bahti satha par
Tutta bhi hai Dubta bhi hai
Phir ubharta hai, phir se bahta hai
Na samundar nigal saka is ko
Na tawarikh tod pai hai
Waqt ki hatheli par bahta
Aadmi bulbula hai pani ka
आदमी बुलबुला है पानी का
और पानी की बहती सता पर
टूटता भी है डूबता भी है
फिर उभरता है, फिर से बहता है
ना समुंदर निगल सका इस को
ना तवारीख़ तोड़ पाई है
वक़्त की हथेली पर बहता
आदमी बुलबुला है पानी का
Gulzar Sahab is a modern thinker. He knows the art, how he needs to change his poetry according to the people of the modern era. So here is another Modern Nazm of Gulzar Sahab “Sketch“
Yaad hai ek din
Meri mez pe baiThe-baiThe
Cigarette ki Dibiya par tum ne
Ek sketch banaya tha
Aa kar dekho
Us paude par phul aaya hai!
याद है एक दिन
मेरी मेज़ पे बैठे-बैठे
सिगरेट की डिबिया पर तुम ने
एक स्केच बनाया था
आ कर देखो
उस पौदे पर फूल आया है!
So it is our latest collection Gulzar Shayari in Hindi and Gulzar Shayari and we have updated it after getting a good readership response from all of you. Please tell us, what is your opinion about this updated collection of Gulzar Shayari in Hindi. Please do write to us in the comment box. We are waiting for your remarks. Thank you.
Nasha Shayari ek aisa collection hai shayari ka jisme shayar nashe ke zariye apni mohabbat ka izhar… Read More
Barish Shayari In Hindi me sher ko is tarah beyan keya hai ke barish ka mausam… Read More
Tadap Shayari mein behtarin tadap ke ahsas ko beyan keya gaya hai. Is sher mein ek aisi tadap hai… Read More
Personality har insan ka aham hissa hai. Har insaan ki apni ek alag pehchaan aor… Read More
Pyar Ki Shayari logon ki pasandida shayari mein se ek hai, is mein shayar apne pyar… Read More
Rajneeti Shayari is a subject on which a large chunk of written work has been done.… Read More
This website uses cookies.
Read More