Shayari

Mirza Ghalib Poetry-An Extraordinary Poetry of 18th Century.

Mirza Ghalib Poetry is remarkable Urdu Poetry that is used as a syllabus in Urdu literature. Mirza Ghalib is one of the best Urdu poets in the world

Mirza Ghalib Poetry in Hindi and Ghalib Love Poetry In Urdu is also very famous. Before Start my post on Mirza Ghalib Poetry, I would like to introduce Mirza Ghalib first.

Mirza Asadullah Baig Khan 26 June 1797 – 15 February 1869), was a noticeable Urdu and Persian-dialect artist amid the most recent long stretches of the Mughal Empire. He utilized his takhallus of Ghalib and Asad. His honorific was Dabir-ul-Mulk, Najm-ud-Daula. Amid his lifetime the Mughals were obscured and uprooted by the British lastly removed after the thrashing of the Indian insubordination of 1857, occasions that he portrayed.

Most remarkably, he composed a few ghazals amid his life, which has since been deciphered and sung in a wide range of routes by various individuals. Ghalib, the last extraordinary artist of the Mughal Era, is thought to be a standout amongst the most renowned and powerful artists of the Urdu dialect. Today Ghalib stays prevalent in India and Pakistan as well as among the Hindustani diaspora around the globe. Most people consider Mirza Ghalib as the best Urdu poet. Now I write a few best poems in Mirza Ghalib Poetry.

“Dil-e-nadan tujhe hua kya hai” is a popular Urdu Poem of Mirza Ghalib Poetry, written by Mirza GhalibLater on, In the year 1954, it was included as a song in the Indian movie “Mirza Ghalib.” This is directed by Sohrab Modi.

 

Dil-e-nadan tujhe hua kya hai
AaKHir is dard ki dawa kya hai

Hum hain mushtaq aur wo be-zar
Ya ilahi ye majra kya hai

Mai bhi munh mein zaban rakhta hun
Kash puchho ki muddaa kya hai

Jab ki tujh bin nahin koi maujud
Phir ye hangama ai KHuda kya hai

Ye pari-chehra log kaise hain
Ghamza o ishwa o ada kya hai

Shikan-e-zulf-e-ambarin kyun hai
Nigah-e-chashm-e-surma sa kya hai

Sabza o gul kahan se aae hain
Abr kya chiz hai hawa kya hai

Hum ko un se wafa ki hai ummid
Jo nahin jaante wafa kya hai

Han bhala kar tera bhala hoga
Aur darwesh ki sada kya hai

Jaan tum par nisar karta hun
Mai nahin jaanta dua kya hai

Mai ne mana ki kuchh nahi ‘ghaalib’
Muft hath aae to bura kya hai

“Dil-e-nadan tujhe hua kya hai” is a popular Poem of Mirza Ghalib Poetry in hindi,

Mirza Ghalib Poetry.

Mirza Ghalib Poetry in Hindi

दिल-ए-नादाँ तुझे हुआ क्या है
आख़िर इस दर्द की दवा क्या है

हम हैं मुश्ताक़ और वो बे-ज़ार
या इलाही ये माजरा क्या है

मैं भी मुँह में ज़बान रखता हूँ
काश पूछो कि मुद्दआ’ क्या है

जब कि तुझ बिन नहीं कोई मौजूद
फिर ये हंगामा ऐ ख़ुदा क्या है

ये परी-चेहरा लोग कैसे हैं
ग़म्ज़ा ओ इश्वा ओ अदा क्या है

शिकन-ए-ज़ुल्फ़-ए-अंबरीं क्यूँ है
निगह-ए-चश्म-ए-सुरमा सा क्या है

सब्ज़ा ओ गुल कहाँ से आए हैं
अब्र क्या चीज़ है हवा क्या है

हम को उन से वफ़ा की है उम्मीद
जो नहीं जानते वफ़ा क्या है

हाँ भला कर तिरा भला होगा
और दरवेश की सदा क्या है

जान तुम पर निसार करता हूँ
मैं नहीं जानता दुआ क्या है

मैं ने माना कि कुछ नहीं ‘ग़ालिब’
मुफ़्त हाथ आए तो बुरा क्या है

Here’s the Another complete poem  of Mirza Ghalib Poetry.

Koi ummid bar nahin aati
Koi surat nazar nahin aati

Maut ka ek din muayyan hai
Nind kyun raat bhar nahin aati

Aage aati thi haal-e-dil pe hasi
Ab kisi baat par nahi aati

Jaanta hun sawab-e-taat-o-zohd
Par tabiat idhar nahin aati

Hai kuchh aisi hi baat jo chup hun
Warna kya baat kar nahi aati

Kyun na chikhun ki yaad karte hain
Meri Aawaz gar nahin aati

Dagh-e-dil gar nazar nahin aata
Bu bhi ai chaaragar nahin aati

Hum wahan hain jahan se hum ko bhi
Kuch hamari KHabar nahin aati

Marte hain aarzu mein marne ki
Maut aati hai par nahin aati

Kaba kis munh se jaoge ‘ghaalib’
Sharm tum ko magar nahi aati

Mirza Ghalib Poetry.

Mirza Ghalib Poetry in hindi

कोई उम्मीद बर नहीं आती
कोई सूरत नज़र नहीं आती

मौत का एक दिन मुअय्यन है
नींद क्यूँ रात भर नहीं आती

आगे आती थी हाल-ए-दिल पे हँसी
अब किसी बात पर नहीं आती

जानता हूँ सवाब-ए-ताअत-ओ-ज़ोहद
पर तबीअत इधर नहीं आती

है कुछ ऐसी ही बात जो चुप हूँ
वर्ना क्या बात कर नहीं आती

क्यूँ न चीख़ूँ कि याद करते हैं
मेरी आवाज़ गर नहीं आती

दाग़-ए-दिल गर नज़र नहीं आता
बू भी ऐ चारागर नहीं आती

हम वहाँ हैं जहाँ से हम को भी
कुछ हमारी ख़बर नहीं आती

मरते हैं आरज़ू में मरने की
मौत आती है पर नहीं आती

काबा किस मुँह से जाओगे ‘ग़ालिब’
शर्म तुम को मगर नहीं आती

Now i would like to write most heart touching sher(Couplet) of Mirza Ghalib Poetry.

Mirza Ghalib Poetry.

Mirza Ghalib Poetry in Hindi

Ishq ne ‘ghalib’ nikamma kar diya
Warna hum bhi aadmi the kaam ke

इश्क़ ने ‘ग़ालिब’ निकँमा कर दिया
वरना हम भी आदमी थे काम के

Is sadgi pe kaun na mar jae ai Khuda
Ladte hain aur hath mein talwar bhi nahi

इस सादगी पे कौन ना मार जाए ऐ खुदा
लड़ते हैं और हाथ में तलवार भी नहीं

Hazaron Khwahishen aisi ki har Khwahish pe dam nikle
Bahut nikle mere arman lekin phir bhi kam nikle

हज़ारों ख्वाहिशें ऐसी की हर ख्वाहिश पे दम निकले
बहुत निकले मेरे अरमान लेकिन फिर भी कम निकले

Mirza Ghalib Poetry.

Mirza Ghalib Poetry in hindi

Un ke dekhe se jo aa jati hai muh par raunaq
Wo samajhte hain ki bimar ka haal acha hai

उन के देखे से जो आ जाती है मूह पर रौनाक़
वो समझते हैं की बीमार का हाल अछा है

Ishq par zor nahi hai ye wo aatish ‘ghalib’
Ki lagae na lage aur bujhae na bane

इश्क़ पर ज़ोर नही है ये वो आतिश ‘ग़ालिब’
की लगाए ना लगे और बुझाए ना बने

Aaina kyun na dun ki tamasha kahe jise
Aisa kaha se laun ki tujh sa kahe jise

आईना क्यूँ ना दूं की तमाशा कहे जिसे
ऐसा कहा से लौन की तुझ सा कहे जिसे

 

Mirza Ghalib Poetry.

Mirza Ghalib Poetry in Hindi

Maut ka ek din muayyan hai
Nind kyun raat bhar nahi aati

मौत का एक दिन मुअय्यन है
नींद क्यूँ रात भर नही आती

Hum ko un se wafa ki hai ummid
Jo nahi jaante wafa kya hai

हम को उन से वफ़ा की है उम्मीद
जो नही जानते वफ़ा क्या है

Kab wo sunta hai kahani meri
Aur phir wo bhi zabani meri

कब वो सुनता है कहानी मेरी
और फिर वो भी ज़बानी मेरी

 

So it is our latest collection Mirza Ghalib Poetry and we will update from time to time. If you liked then please tell us that how was your opinion about this collection Mirza Ghalib Poetry. Please write to us in the comment box.

Faiz Ahmed Faiz Poetry 

Jaun Elia Poetry

Best Urdu Poets

Akif Rehman

Published by
Akif Rehman

Recent Posts

Nasha Shayari| Best 25+ Sher, Ghazal, & Nazm For Lovers

Nasha Shayari ek aisa collection hai shayari ka jisme shayar nashe ke zariye apni mohabbat ka izhar… Read More

2 years ago

Barish Shayari In Hindi| Best 25+ Sher, Ghazal, & Nazm For Lovers

Barish Shayari In Hindi me sher ko is tarah beyan keya hai ke barish ka mausam… Read More

2 years ago

Tadap Shayari| Best 25+ Sher, Ghazal, & Nazm For Lovers

Tadap Shayari mein behtarin tadap ke ahsas ko beyan keya gaya hai. Is sher mein ek aisi tadap hai… Read More

2 years ago

Personality Shayari| Best 25+ Sher, Ghazal, & Nazm For Lovers

Personality har insan ka aham hissa hai. Har insaan ki apni ek alag pehchaan aor… Read More

2 years ago

Pyar Ki Shayari| Best 25+ Sher, Ghazal, & Nazm For Lovers

Pyar Ki Shayari logon ki pasandida shayari mein se ek hai, is mein shayar apne pyar… Read More

2 years ago

Rajneeti Shayari| Best 25+ Sher, Ghazal, & Nazm

Rajneeti Shayari is a subject on which a large chunk of written work has been done.… Read More

3 years ago

This website uses cookies.

Read More