Here we collect some Urdu Shayari In Hindi love. Urdu Shayari is the best Shayari and it is the mother of Shayari. Everyone knows that Urdu Shayari has lots of meaning but it is quite difficult to understand. Because in India, the language is mixed it is not Urdu or Hindi. So For people understanding, we design some Urdu Sher in Hindi and make a collection of Urdu Shayari in Hindi love.
This Sher is written by some good Urdu Shayar and we collect them and covert in the Hindi language for your convenience. This collection of “Urdu Shayari in Hindi love” has very famous Sher and every Sher in this collection is unique.Faiz Ahmed Faiz is very simple that anyone who is not from Urdu background may easily understand.
Everyone has some fellow who is special for that and they want to express their feeling to him or her. But sometimes they do not have the words but in the Shayari world, there are so many ways and words to express feeling. So this article Urdu Shayari in Hindi love has such Shayari to express the feeling towards your loving one.
So lets read some good Sher from Urdu Shayari In Hindi and feel your love by your heart.
tumhara naam liya tha kabhi mohabbat se
mithas us ki abhi tak meri zaban me hai
तुम्हारा नाम लिया था कभी मोहब्बत से
मिठास उस की अभी तक मेरी ज़बान मे है
mera khulus abhi sakht imtihan me hai
ki mere dost ka dushman meri amaan men hai
मेरा खुलुस अभी सख़्त इम्तिहान मे है
की मेरे दोस्त का दुश्मन मेरी अमान में है
wo khush-nasib parinda hai jo udaan me hai
ki teer nikla nahin hai abhi kaman me hai
tum aake lautagae phir bhi ho yahi maujud
tumhare jism ki khushbu mere makan me hai
kahan milega hasino ko daur-e-hazir me
wo shahzada jo pariyon ki dastan me hai
कहाँ मिलेगा हसीनो को दौर-ए-हाज़िर मे
वो शहज़ादा जो परियों की दास्तान मे है
hai jism sakht magar dil bahut hi nazuk hai
ki jaise aaena mahfuz ek chattan me hai
tujhe jo zakhm de tu us ko phuul de ‘dana’
yahi usul-e-wafa tere khandan me hai
तुझे जो ज़ख़्म दे तू उस को फूल दे ‘दाना’
यही उसूल-ए-वफ़ा तेरे ख़ानदान मे है
maut ne muskura ke puchha hai
zindagi ka mizaj kaisa hai
मौत ने मुस्कुरा के पूछा है
ज़िंदगी का मिज़ाज कैसा है
us ki ankhon men meri ghazle hai
meri ghazlo men us ka chehra hai
उस की आँखों में मेरी गज़ले है
मेरी गज़लो में उस का चेहरा है
us se puchho azaab raston ka
jis ka sathi safar men bichhda hai
उस से पूछो अज़ाब रास्तों का
जिस का साथी सफ़र में बिचड़ा है
Urdu Shayari is quite typical for those who do not know the Urdu language. So we convert some good Urdu Sher in Hindi font and English font. So you can enjoy Urdu Shayari in the Hindi language. Ahmad Fraz is very simple that anyone who is not from Urdu background may easily understand.
chandni sirf hai fareb-e-nazar
chand ke ghar men bhi andhera hai
चाँदनी सिर्फ़ है फरेब-ए-नज़र
चाँद के घर में भी अंधेरा है
ishq men bhi maza hai jine ka
gham uthane ka agar saliqa hai
इश्क़ में भी मज़ा है जीने का
घम उठाने का अगर सलीका है
chod zakhmon pe tabsira karna
ab qalam se lahu tapakta hai
छोड़ ज़ख़्मों पे ताब्सिरा करना
अब क़लम से लहू टपकता है
raoshni ki zaban men ‘dana’
wo charaghon se baat karta hai
रोशनी की ज़बान में ‘दाना’
वो चरागो से बात करता है
bazm men wo baithta hai jab bhi aage samne
main laraz uthta hun us ki har ada ke samne
tujh ko har dam mangta hun jagta hun raat bhar
aur kaise haath phailaun khuda ke samne
तुझ को हर दम माँगता हूँ जागता हूँ रात भर
और कैसे हाथ फैलाउ खुदा के सामने
munharif hota gaya har shakhs apni raah se
koi Thahra hi nahin us ki sada ke samne
mujh pe hi ilzam rakh kar har taraf ruswa kiya
koi chehra hi nahin tha bewafa ke samne
tez andhi thi uda kar legai mujh ko kahan
ek tinka tha kahan rukta hawa ke samne
Below written couplet(sher) is updated on 31st March 2020
Meri baho mein bahakne ki saza bhi sun le
Ab bahut der me aazad karunga tujh ko
मेरी बहो में बहकने की सज़ा भी सुन ले
अब बहुत देर मे आज़ाद करूँगा तुझ को
This is all about Urdu Shayari in Hindi love and we hope you enjoyed this collection. If you have any queries or suggestion please write to us in the comment box below.
Sad Urdu Shayari in Hindi – Best of Urdu Shayari In Hindi (2018)
Dard bhari Shayari in Hindi 140 – दर्द भारी शायरी इन हिन्दी 140
Sher O Shayari on Zindagi – latest Sher-O-Shayari collection
Nasha Shayari ek aisa collection hai shayari ka jisme shayar nashe ke zariye apni mohabbat ka izhar… Read More
Barish Shayari In Hindi me sher ko is tarah beyan keya hai ke barish ka mausam… Read More
Tadap Shayari mein behtarin tadap ke ahsas ko beyan keya gaya hai. Is sher mein ek aisi tadap hai… Read More
Personality har insan ka aham hissa hai. Har insaan ki apni ek alag pehchaan aor… Read More
Pyar Ki Shayari logon ki pasandida shayari mein se ek hai, is mein shayar apne pyar… Read More
Rajneeti Shayari is a subject on which a large chunk of written work has been done.… Read More
This website uses cookies.
Read More