Here is a collection of Ahmad Faraz Shayari 2 lines. Ahmad Faraz was a very famous Shayar of Urdu Adab. He wrote a lot and his focus on love and pain Shayari. Ahmad Faraz Shayari 2 lines are all about love and pain of love. He wrote awesome Shayari which is very heart touching. We made this collection from his some famous ghazals of Ahmad Faraz Shayari 2 lines. So we tried to make a good collection and hope you will enjoy this kind of Shayari.
Ahmad Faraz was born in Kohat, ( British India) to Syed Muhammad Shah Barq. His brother is Syed Masood Kausar. He moved to Peshawar with his family. He studied in famous Edwardes College, Peshawar and received Masters in Urdu and Persian from Peshawar University. Let read this collection of Ahmad Faraz Shayari 2 lines.
Jaane Kis Baat Pe Us Ne Mujhe Chor Diye Hai Faraz
Main To Mukhlis Tha Kisi Maan KI Duaon KI Tarah
जाने किस बात पे उस ने मुझे छोड़ दिया है फ़राज़
मैं तो मुख़लिस था किसी माँ की दुआओं की तरह
Us Shaks Ko To Bichadeny Ka Saleka Nahi FARAZ
Jatay Hoe Khud KO Mere Pass Chor Gaya
उस शकस को तो बिछड़ने का सालेका नही फ़राज़
जाते होए खुद को मेरे पास छोड़ गया
Ab Use Rooz Na Sochu To Badan Toot’ta Hai FARAZ
Umer Guzri Hai Uss Ki Yaad Ka Nasha Karte Karte
अब उसे रोज़ ना सोचो तो बदन टूट’ता है फ़राज़
उम्र गुज़री है उस की याद का नशा करते करते
Be-Jaan To Main Ab Bhe Nahi FARAZ
Magar Jise Jan Kehte The Wo Chor Gaya
बे-जान तो मैं अब भे नही फ़राज
मगर जिसे जान कहते थे वो छोड़ गया
Zabt e Ghum Koi Aasan Kam Nahi Faraz
Aag Hote Hai Wo Aanso, Jo Piye Jate Hain
ज़ब्त ए गम कोई आसान कम नही फ़राज
आग होते है वो आसू, जो पिए जाते हैं
Kyun Ulajhta Rehta Hai tu Logo Se Faraz
Yeh Zrori To Nahi Woh Chehra Sabhe Ko Pyara Lage
क्यूँ उलझता रहता है तू लोगो से फ़राज़
यह ज़रूरी तो नही वो चेहरा सभी को प्यारा लगे
Ab jis ke ji main aye wohi pa le roshni
humne to dil jala ker sar-e-rah rakh dia
अब जिस का जी मे आए वोही पा ले रोशनी
हमने तो दिल जला कर सर-ए-राह रख दिया
Ankh main khamoshi, labon pe sawal, rukh pe sadgi
kesy kesy rang hain is tasveer main
आँख में खामोशी, लबों पे सवाल, रुख़ पे सादगी
कैसे कैसे रंग हैं इस तस्वीर में
Tumhi ne humko sunaya na apna dukh warna
dua wo kerty ke asmaan hilla dete
तुम्ही ने हमको सुनाया ना अपना दुख वरना
दुआ वो करते के आसमान हिला देते
Ye dunya gum to deti hai shareek-e-gum nahi hoti
kisi k door jany se mohabat kam nahi hoti
ये दुन्या गम तो देती है शरीक-ए-गम नही होती
किसी क दूर जाने से मोहब्बत कम नही होती
koi aisa pyar ka bazaar hota
jis main nilaam wo sar-e-bazar hota
कोई ऐसा प्यार का बाज़ार होता
जिस में नीलाम वो सर-ए-बाज़ार होता
hum usy khareedty sab kuch beech kar
aur phir dekhty kesy wo kisi aur k naam hota
हम उसी खरीदते सब कुछ बेच कर
और फिर देखते कैसे वो किसी और के नाम होता
Koun kisi k sath kitna mukhlis hai faraz
Waqt sab ki aukaat bta deta hai
कौन किसी के साथ कितना मुख़लिस है फ़राज़
वक़्त सब की औकात बता देता है
Ab maayos q ho us ki bewafai pe Faraz?
tm khud hi to kehty thy k wo sab se juda hai
अब मायूस क्यू हो उस की बेवफ़ाई पे फ़राज़?
तुम खुद ही तो कहते थे के वो सब से जुदा है
Asaan nahin aabad karna ghar mohabat ka
ye unka kaam hai jo zindagi barbad karty hain
आसान नहीं आबाद करना घर मोहबत का
ये उनका काम है जो ज़िंदगी बरबाद करती हैं
Tujhy bholny ki koshish karun ga main Faraz
ho saky to tum b mujhy yaad na ana
तुझे भूलने की कोशिश करूँ गा मैं फ़राज़
हो सके तो तुम ब मुझे याद ना आना
Usne mujh chor dia to kia hua Faraz
Mane bhi to chora tha sara jahan us k liye
उसने मुझ चोर दिया तो क्या हुआ फ़राज़
मैने भी तो छोड़ा था सारा जहाँ उस के लिए
Iss Dafa Barshein Rukti He Nahi Faraz,
Hum Ne Ansu Kia Piye Sare Mosam Ro Pare
इस दफ़ा बारिशें रुकती नही है फ़राज़,
हम ने आँसू क्या पिए सारे मौसम रो पड़े
Ab ke ham bichde to shayad kabhi khwabon men mile
Jis tarah sukhe hue phul kitabon men mile
अब के हम बिछड़े तो शायद कभी ख्वाबों में मिले
जिस तरह सूखे हुए फूल किताबों में मिले
So this is the collection of Ahmad Faraz Shayari 2 lines. We hope you enjoyed this Shayari. If you have any kind of query or suggestions please write to us in the comment box.
Nasha Shayari ek aisa collection hai shayari ka jisme shayar nashe ke zariye apni mohabbat ka izhar… Read More
Barish Shayari In Hindi me sher ko is tarah beyan keya hai ke barish ka mausam… Read More
Tadap Shayari mein behtarin tadap ke ahsas ko beyan keya gaya hai. Is sher mein ek aisi tadap hai… Read More
Personality har insan ka aham hissa hai. Har insaan ki apni ek alag pehchaan aor… Read More
Pyar Ki Shayari logon ki pasandida shayari mein se ek hai, is mein shayar apne pyar… Read More
Rajneeti Shayari is a subject on which a large chunk of written work has been done.… Read More
This website uses cookies.
Read More
View Comments