Here it is a collection of dard bhari shayari in hindi 140 words. We collect some best sher for the Hindi version and make a collection of dard bard bhari shayari in Hindi 140 words. Shayari is the thing by which you can express your feeling to someone. Shayari which has pain is very depth and always touches the heart. It is a very kind way to say more in fewer words. There is many poets who writes in this category like Ahmad Faraz and Jaun Elia etc
Dard bhari shayari in hindi 140 is a wide topic and it is very tough to make the best collection but we try to collect some good sher for you. So enjoy this collection of dard bhari shayari in hind 140 and English version also.
तन्हाइयो के दर्द से खूब वाक़िफ़ था वो फ़राज़
फिर भी दुन्या मे मुझे तन्हा बनाया उसने -140
Tanhaiyo ke dard se khoob waqif tha wo Faraz
Phir bhi dunya me mujhe tanha banaya usne-140
अपने सिवा बताओ तुम्हे कुछ मिला है फ़राज़
हज़ार बार ली है तुमने मेरे दिल की तलाशी -140
Apne siwa batao tumhe kuch mila hai faraz
Hazar bar li hai tumne mere dil ki talashi-140
आवाज़ दे के छुप गयी हर बार ज़िंदगी
हम ऐसे सादे दिल थे के हर बार आंगे-140
Awaaz de ke chup gayi har baar zindagi
Ham aise saade dil the ke har bar aange-140
हम तो समझे थे के एक ज़ख़्म है भर जंगे
क्या खबर थी की राग-ए-जेया’न मे उतर जाएँगे-140
Ham to samjhe the ke ek zakhm hai bhar jange
Kya khabar thi ki rag-e-jaa’n me uatar jaynge-140
उसे पाना उसे खोना उसी के हिजर मे रोना
यही अगर इश्क़ है ‘मोहसिन’ तो हम तन्हा ही अच्छे हैं-140
Use pana use khona usi ke hijr me rona
Yahi agar ishq hai ‘mohsin’ to ham tanha hi ache hai-140
एक पल मे जो बर्बाद कर देते हैं दिल की बस्ती को फ़राज़
वो लोग देखने मे अक्सर मासूम होते हैं-140
Ek pal me jo barbaad kar dete hain dil ki basti ko faraz
Wo log dekhne me aksar masoom hote hain-140
हम ने कहा अगर भूल जाओ हमे तो कमाल हो जाए
हम तो फक़त बात की और उस ने कमाल कर दिया-140
Ham ne kaha agar bhool jao hame to kamal ho jaye
Ham to faqat bat ki aur us ne kamal kar diya-140
कहने को मेरा उससे कोई वास्ता नही अमजद
मगर वो शक्स मुझे भूलता नही-140
Kahne ko mera usse koi wasta nahi amjad
Magar wo shaks mujhe bhoolta nahi-140
मेरे सब्र की इंतेहा क्या पूछते हो फ़राज़
वो मुझसे लिपट के रोया किसी और के लिए-140
Mere sabr ki inteha kya puchte ho faraz
Wo mujhse lipat ke roya kisi aur ke liye-140
कौन किस के साथ कितना मुख़लिस है फ़राज़
वक़्त हर शक्स की औकात बता देता है-140
Kon kis ke saath kitna mukhlis hai faraz
Waqt har shaks ki aukaat bata deta hai-140
मेरा उस शहेर-ए-अदावत मे बसेरा है
जहा लोग सजदो मे भी लोगो का बुरा सोचते है-140
Mera us shaher-e-adawat me basera hai
Jaha log sajdo me bhi logo ka bura sochte hai-140
सुना है लोग उसे आँख भर के देखते है
सो उस शहेर मे कुछ दिन ठहेर के देखते है-140
Suna hai log use aankh bhar ke dekhte hai
So us shaher me kuch den thaher ke dekhte hai-140
ये जो सिलसिला है एक दर्द का ये तोहफा यू ही मिला नही
मेरा जुर्म है मेरी सादगी मेरी और कोई ख़ाता नही-140
Ye jo silsila hai ek dard ka ye tohfa yu hi mila nahi
Mera jurm hai meri saadgi meri aur koi khata nahi-140
किसी से जुड़ा होना अगर इतना आसान होता फ़राज़
तो जिस्म से रूह लेने कभी फरिश्ते नही आते-140
Kisi se juda hona agar itna aasan hota faraz
To jism se rooh lene kabhi farishte nahi aate-140
कोई ज़िंदगी की आज़माशो’न से गुज़रा
को-ई इश्क़ का रोग लगा बैठा
कोई कलाम से दर्द लिखने लगा
को-ई शायर खुद को बना बैठा-140
Koi zindagi ki aazmaisho’n se guzra
KKoi ishq ka rog laga baitha
Koi kalam se dard likhne laga
KKoi shayar ko khud bana baitha-140
ज़िंदगी यू भी बहुत कम है मुहब्बत के लिए
रूठ कर वक़्त गवाने की ज़रूरत क्या है-140
Zindagi yu bhi bahut kam hai muhabbat ke liye
Ruth kar waqt gawane ki zaroorat kya hai-140
जिस दिन करेगा याद मेरी मुहब्बत को
बहुत रोएगा खुद को बे वफ़ा कह कर-140
Jis din karega yaad meri muhabbat ko
Bahut royga khud ko be wafa kah kar-140
रूठ जाने की अदा हम को भी आती है
काश होता कोई हम को भी मनाने वाले-140
Rooth jane ki ada ham ko bhi aati hai
Kaash hota koi ham ko bhi manane wale-140
किसी बे वफ़ा की खातिर ये जुनू फ़राज़ कब तक
जो तुम्हे भुला चुका है उसे तुम भी भूल जाओ-140
Kisi be wafa ki khatir ye junu faraz kab tak
Jo tumhe bhula chuka hai use tum bhi bhool jao-140
सुन कर तमाम रात मेरी दस्ताने-ए-गम
बोले तो सिर्फ़ ये बात के बहुत बोलते बोलते हो तुम-140
Sun kar tamam raat meri dastane-e-gam
Bole to sirf ye baat ke bahut bolte bolte ho tum-140
चाहने वालो को मिलते नही चाहने वाले
मैने हर दगाबाज़ के साथ सनम देखे-140
Chahne walo ko milte nahi chahne wale
Maine har dagabaaz ke sath sanam dekhe-140
दिल को तेरी चाहत पे भरोसा भी बहुत है
और तुझ से बिछड़ जाने का डर नही जाता-140
Dil ko teri chahat pe bharosa bhi bahut hai
Aur tujh se bichad jane ka dar nahi jata-140
नही शिकवा मुझे कुछ बे वफ़ाई का तेरी हरगिज़
गिला तब हुआ अगर तूने किसी से भी निभाया हो-140
Nahi shikwa mujhe kuch be wafai ka teri hargiz
Gila tab hua agar tune kisi se bhi nibhaya ho-140
तू भी आईने की तरह बे वफ़ा निकला
जो सामने आ गया उसी का हो गया-140
Tu bhi ayine ki tarah be wafa nikla
Jo samne a gaya usi ka ho gaya-140
मुझे भी आईने जैसा कमाल हासिल है
मई टूटता हो फिर बे शुमार होता हू-140
Mujhe bhi ayine jaisa kamal hasil hai
Mai tutta ho phir be shumar hota hu-140
here we try to collect some dard bhari shayari in hindi 140. we hope you enjoy it.
हम मुहब्बत की इंतेहा कर दे
हां मगर इब्तिदा कोई और करे-140
Ham muhabbat ki inteha kar de
Haan magar ibtida koi aur kare-140
उस शहेर मे कितने चेहरे थे कुछ याद नि सब भूल गये
एक शाकस किताबो जैसा था वो शक्स ज़ुबानी याद हुआ-140
Us shaher me kitne chehre the kuch yaad ni sab bhool gye
Ek shaks kitabo jaisa tha wo shaks zubaani yaad hua-140
मैने पूछा कैसे निकलती है एक पल मे जान
उसने चलते चलते मेरा हाथ छोड़ दिया-140
Maine pucha kaise nikalti hai ek pal me jaan
Usne chalte chalte mera hath chod diya-140
हर एक बात पे कहते हो तुम की ‘तू क्या है’
तुम ही कहो की ये अंदाज़-ए-गुफ़्तुगू क्या है-140
Har ek baat pe kahte ho tum ki ‘tu kya hai’
Tum hi kaho ki ye andaaz-e-guftugu kya hai-140
मैं नादान था जो वफ़ा की तलाश करता रहा ‘ग़ालिब’
ये भी ना सोचा की अपनी साँस भी एक दिन बे वफ़ा हो जयगी-140
Mai nadan tha jo wafa ki talash karta raha ‘Ghalib’
Ye bhi na socha ki apni saans bhi ek din be wafa ho jaygi-140
हम ही मे ना थी कोई बात, याद ना तुम को आ सके
तुमने हमे भुला दिया हम ना तुमको भुला सके-140
Ham hi me na thi koi baat yaad na tum ko a sake
Tumne hame bhula diya ham na tumko bhula sake-140
छोड़ दो अब उस से वफ़ा की उमीद ‘ग़ालिब’
जो रुला सकता है वो भुला भी सकता है-140
Chod do ab us se wafa ki umeed ‘Ghlaib’
Jo rula sakta hai wo bhula bhi sakta hai-140
चाँदनी रात के खामोश सितरू’न की कसम
दिल मे तेरे सिवा कोई भी आबाद नही-140
Chandni raat ke khamosh sitaroo’n ki kasam
Dil me tere siwa koi bhi abad nahi-140
तुम हमारे किसी तरह ना हुए
वरना दुन्या में क्या नही होता-140
Tum hamare kisi tarah na hue
Warna dunya mein kya nahi hota-140
रोने से और इश्क़ मे बे बक हो गये
धोया गये हम इतने के बस पाक हो गये-140
Rone se aur ishq me be bak ho gaye
Dhoya gaye ham itne ke bas pak ho gaye-140
बे वजह नही इश्क़ मे कोई ग़ालिब
जिसे खुद से बढ़ के चाहो वो रुलाता ज़रूर है-140
Be wajah nahi ishq me koi ghalib
Jise khud se badh ke chaho wo rulata zaroor hai-140
This is our collection of dard bhari shayari in hindi 140 for those who love some good sher and for those who want to say something to loving one. If you have any queries or suggestions about dard bhari shayari in hindi, please write us in the comment box.
Nasha Shayari ek aisa collection hai shayari ka jisme shayar nashe ke zariye apni mohabbat ka izhar… Read More
Barish Shayari In Hindi me sher ko is tarah beyan keya hai ke barish ka mausam… Read More
Tadap Shayari mein behtarin tadap ke ahsas ko beyan keya gaya hai. Is sher mein ek aisi tadap hai… Read More
Personality har insan ka aham hissa hai. Har insaan ki apni ek alag pehchaan aor… Read More
Pyar Ki Shayari logon ki pasandida shayari mein se ek hai, is mein shayar apne pyar… Read More
Rajneeti Shayari is a subject on which a large chunk of written work has been done.… Read More
This website uses cookies.
Read More
View Comments