Sad Shayari in Hindi for life is a good way to express your feeling for someone. It is the topic which is endless but we try to collect some best sab Shayari in Hindi for life. This Shayari was written by some famous poets of Urdu Adab. They are written in Urdu language but we try to put some Hindi version in front of you So that you can easily share on Facebook and Twitter.
When someone lost his/her love then it will be the saddest moment the life and he/she wants to express his/her feeling but sometimes they are unable to express. Sad Shayari in Hindi for life is the best way to say something and recover from that moment of life.
Siskiyan Leta Hai Wajood Mera Galib,
Nonch Nonch Kar Kha Gayi Teri Yaad Mujhe
सिसकियाँ लेता है वजूद मेरा ग़ालिब ,
नोंच नोंच कर खा गयी तेरी याद मुझे
tumhari yaad ke jab zaḳhm bharne lagte hain
kisi bahane tumhen yaad karne lagte hain
तुम्हारी याद के जब ज़ख्म भरने लगते हैं
किसी बहाने तुम्हें याद करने लगते हैं
Chandni raat ke khamoosh sitaroo’n ki kasam
Dil me ab tere siwa koi abaad nahi
चांदनी रात के खामोश सितारों की कसम
दिल में अब तेरे सिवा कोई आबाद नहीं
Mere sabr ki inteha kya puchte ho faraz
Wo mujhse lipat ke roya kisi or ke liye
मेरे सब्र की इन्तहा क्या पूछते हो फ़राज़
वो मुझसे लिपट के रोया किसी और के लिए
Kuch ishq ka nasha tha oahle hamko faraz
Dil jo toota to nashe se muhabbat ho gyi
कुछ इश्क़ का नशा था पहले हमको फ़राज़
दिल जो टूटा तो नशे से मुहब्बत हो गयी
dil na-umiid to nahi nakam hi to hai
lamba hai gham ki shaam magar shaam hi to hai
दिल न -उम्मीद तो नहीं नाकाम ही तो है
लम्बी है ग़म की शाम मगर शाम ही तो है
Awaaz me thahraao, ankhoo’n me nami thi
Or kah raha tha maine sab kuch bhula diya
आवाज़ मे ठहराव, आँखू’न मे नामी थी
ओर कह रहा था मैने सब कुछ भुला दिया
aur bhi dukh hai nzamane men mohabbat ke siva
rahate’n aur bha hai’n vasl ki rahat ke siva
और भी दुख है नज़माने में मोहब्बत के सिवा
राहते और भी हैं वस्ल की राहत के सिवा
dono jahan tera mohabbat me haar ke
vo ja raha hai koa shab-e-ġham guzar ke
दोनो जहाँ तेरा मोहब्बत मे हार के
वो जा रहा है कोई शब-ए-ग़म गुज़र के
duniya ne teri yaad se begana kar diya
tujh se bhi dil-fareb hain ġham rozgar ke
दुनिया ने तेरी याद से बेगाना कर दिया
तुझ से भी दिल-फरेब हैं ग़म रोज़गार के
Jisko bhi chaha shiddat se chaha hai faraz
Silsila toota nahi dard ki zanjeer ka
जिसको भी चाहा शिद्दत से चाहा है फ़राज़
सिलसिला टूटा नही दर्द की ज़ंजीर का
kar raha tha ġham-e-jahan ka hisab
aaj tum yaad be-hisab aye
कर रहा था गम-ए-जहाँ का हिसाब
आज तुम याद बे-हिसाब आए
vo baat saare fasane men jis ka zikr na tha
vo baat un ko bahut na-gavar guzri hai
वो बात सारे फसाने में जिस का ज़िक्र ना था
वो बात उन को बहुत ना-गावर गुज़री है
Dard ho dil me to dawa kijye
Dil hi jab dard ho to kya kijiye
दर्द हो दिल मे तो दवा कीजये
दिल ही जब दर्द हो तो क्या कीजिए
Mujrim -r- ishq ke andaaz niraale dekhe
Jurm ka hausla badhta hai saza pane se
मुजरिम -र- इश्क़ के अंदाज़ निराले देखे
जुर्म का हौसला बढ़ता है सज़ा पाने से
Kitni farhat faza thi bu-e-wafa
Usne dil ko jala ke rakh diya
कितनी फरहत फ़ज़ा थी बू-ए-वफ़ा
उसने दिल को जला के रख दिया
Le chala jaan meri rooh ke jana tera
Aise aane se to behtar tha na ana tera
ले चला जान मेरी रूह के जाना तेरा
ऐसे आने से तो बेहतर था ना आना तेरा
Teri surat se kisi ki nahi milti surat
Ham jaha’n me teri tasveer liye firte hai’n
तेरी सूरत से किसी की नही मिलती सूरत
हम जहा’न मे तेरी तस्वीर लिए फिरते हैं
Dard hi sahi mere ishq ka inaam to aya
Khali hi sahi hathoo’n me jaam to aya
दर्द ही सही मेरे इश्क़ का इनाम तो आया
खाली ही सही हाथों मे जाम तो आया
Mai hu bewafa sabko bataya usne
Yu hi sahi uske labo’n pe mera naam to aya
मै हू बेवफा सबको बताया उसने
यू ही सही उसके लाबो’न पे मेरा नाम तो आया
Na jane kis ke liye ummed waar baitha hu
Ek aisi rah pe jo teri rah guzar bhi nahi
ना जाने किस के लिए उम्मीदवार बैठा हू
एक ऐसी रह पे जो तेरी रह गुज़र भी नही
Or kya dhekhne ko baqi hai
Ap se dil laga kar dekh liya
ओर क्या धेखने को बाक़ी है
आप से दिल लगा कर देख लिया
Kab thahrega dard-e-dil
Kab raat basar hogi
Sunte the wo ayen’’ge
Sunte the sahar hogi
कब ठहरेगा दर्द-ए-दिल
कब रात बसर होगी
सुनते थे वो आएँ’’गे
सुनते थे सहर होगी
Nazuki uske lab ke kya kahiye
Pankhudi ek ghulab ki si hai
नाज़ुकी उसके लब के क्या कहिए
पंखुड़ी एक गुलाब की सी है
Gham raha jab tak ke dam me dam raha
Dil ke jane se nihayat gham raha
गम रहा जब तक के दम मे दम रहा
दिल के जाने से निहायत घाम रहा
Arzo-e sama kaha teri visaat ko pa sake
Mera hi dil wo ke jaha tu sama sake
आरज़ो-ए समा कहा तेरी वीसात को पा सके
मेरा ही दिल वो के जहा तू समा सके
Zindagi hai ya koi tufaa’n hai
Ham to jine ke hathoo’n mar chuke
ज़िंदगी है या कोई तूफ़ा’न है
हम तो जीने के हाथो मर चुके
Tamanna teri hai agar hai tamanna
Teri aarzoo hai agar aarzoo hai
तमन्ना तेरी है अगर है तमन्ना
तेरी आरज़ू है अगर आरज़ू है
Kon tolega heeroo’n me ab tumhare aansso’n faraz
Wo jo ek dard ka tajir tha dukaa’n chhod gaya
कौन तोलेगा हीरों मे अब तुम्हारे आँसू फ़राज़
वो जो एक दर्द का तजीर था दुका’न छोड़ गया
Us shakhs se bas itna sa ta’lluk hai faraz
Paresha’n wo ho to hame nind nahi aati
उस शख्स से बस इतना सा ता’ल्लूक है फ़राज़
परेशा’न वो हो तो हमे नींद नही आती
Kisi ko ghar se nikalte hi mil gayi manzil
Koi hamari tarah umr bhar safar me raha
किसी को घर से निकलते ही मिल गयी मंज़िल
कोई हमारी तरह उम्र भर सफ़र मे रहा
Ye wafa to un dino ki baat hai faraz
Jab maka’n kache or log sache hua karte the
ये वफ़ा तो उन दिनो की बात है फ़राज़
जब मका’न कचे ओर लोग सचे हुआ करते थे
Mere lafzo’n ki pehchaan agar kar lete wo faraz
Usay mujhse nahi khud se muhabbat ho jati
मेरे लफ़ज़ो’न की पहचान अगर कर लेते वो फ़राज़
उसे मुझसे नही खुद से मुहब्बत हो जाती
This is some Shayer of Sad Shayari in Hindi for life. Please gives your suggestion in the comment box. Please write to us about sad shayari hindi for life.
Nasha Shayari ek aisa collection hai shayari ka jisme shayar nashe ke zariye apni mohabbat ka izhar… Read More
Barish Shayari In Hindi me sher ko is tarah beyan keya hai ke barish ka mausam… Read More
Tadap Shayari mein behtarin tadap ke ahsas ko beyan keya gaya hai. Is sher mein ek aisi tadap hai… Read More
Personality har insan ka aham hissa hai. Har insaan ki apni ek alag pehchaan aor… Read More
Pyar Ki Shayari logon ki pasandida shayari mein se ek hai, is mein shayar apne pyar… Read More
Rajneeti Shayari is a subject on which a large chunk of written work has been done.… Read More
This website uses cookies.
Read More
View Comments